LYRICS OF PHIR WOHI SHAAM: The song is recorded by Asha Bhosle from album Tere Bagair (2009). “Phir Wohi Shaam” is a Sad song, composed by Madan Mohan Kohli, with lyrics written by Rajendra Krishan.
Phir Wohi Shaam Lyrics
Phir wohi shaam, phir wohi hum
Phir wohi dard puraane, dard puraane
Phir wohi shaam, phir wohi hum
Phir wohi dard puraane, dard puraane
Phir wohi shaam
Kaun aaya aur kaun gaya, yaad se kya faayada
Kaun aaya aur kaun gaya, yaad se kya faayada
Sunanewaala koyi nahi fariyaad se kya faayada
Bhul bhi jaao afsaane
Bhul bhi jaao afsaane
Phir wohi shaam, phir wohi hum
Phir wohi dard puraane, dard puraane
Phir wohi shaam
Ik deewaana chala gaya toh sau deewaane aayenge
Ik deewaana haan deewaana haan deewaana
Ik deewaana chala gaya toh sau deewaane aayenge
Shamma mein jab tak garmi hai kayi parwaane aayenge
Kayi parwaane aayenge
Apane dil ko behala le
Apane dil ko behala le
Phir wohi shaam, phir wohi hum haay
Phir wohi dard puraane, dard puraane
Phir wohi shaam
Woh na sahi maikhaana sahi, mere saath yeh jaam sahi
Woh na sahi aa ha woh na sahi o ho
Woh na sahi maikhaana sahi, mere saath yeh jaam sahi
Naam se kya lena hai tujhako aye dil tu badnaam sahi
Aye dil tu badnaam sahi
Phir se uthaale paimaane
Phir se uthaale paimaane
Phir wohi shaam, phir wohi hum
Phir wohi dard puraane, dard puraane
Phir wohi shaam, phir wohi hum
Phir wohi dard puraane, dard puraane
Phir wohi dard puraane mm mm mm hmm hmm hmm.
Phir Wohi Shaam Songs Details :
Albums | Tere Bagair (2009) |
Singer(s) | Asha Bhosle |
Lyricist(s) | Rajendra Krishan |
Composer(s) | Madan Mohan Kohli |
Music Director(s) | Madan Mohan Kohli |
Genre(s) | Sad |