Raja Tere Raste

LYRICS OF RAJA TERE RASTE: The song is recorded by from a Tamil-language film Ab Ayega Mazaa (1984), directed by Pankaj Parashar. The film stars Farooq Sheikh, Anita Raaj, Raja Bundela, Rajesh Puri, Sudhir, Ravi Baswani and Himani Shivpuri in the lead role. "Raja Tere Raste" is a Tamil song, composed by and , with lyrics written by .

LYRICS OF RAJA TERE RASTE: The song is recorded by Lata Mangeshkar from a Tamil-language film Ab Ayega Mazaa (1984), directed by Pankaj Parashar. The film stars Farooq Sheikh, Anita Raaj, Raja Bundela, Rajesh Puri, Sudhir, Ravi Baswani and Himani Shivpuri in the lead role. “Raja Tere Raste” is a Tamil Romantic song, composed by…

Raja Tere Raste Lyrics

Raja tere raste se hat jaungi
Gadi ke niche jake jake kat jaungi
Raja tere raste se hat jaungi
Gadi ke niche jake kat jaungi
Jaungi to phir
Jaungi to phir main na jaungi
Gadi ke niche jake kat jaungi
Raja tere raste se hat jaungi
Gadi ke niche jake kat jaungi

Mera wada hai ha ye wada hai
Kata banke na main
Tere dil mein chubhungi
Mera wada hai ha ye wada hai
Kata banke na main
Tere dil mein chubhungi
Dil na jalaungi main na sataungi
Dil na jalaungi main na sataungi
Phir na tumhari gali aaungi
Gadi ke niche jake kat jaungi

Hato jane do mujhe jane do
Is duniya me jike main kya karungi
Hato jane do mujhe jane do
Is duniya mein jike main kya karungi
Main mit jaungi main lut jaungi
Main mit jaungi main lut jaungi
Duniya se teri chali jaungi
Gadi ke niche jake kat jaungi
Raja tere raste se hat jaungi
Gadi ke niche jake kat jaungi

Kaha jana tha ye bahana tha
Jaha jayega tu tere sang chalungi
Kaha jana tha ye bahana tha
Jaha jayega tu tere sang chalungi
Sapne sajaungi duniya basaungi
Sapne sajaungi duniya basaungi
Dur na tujhse kabhi jaungi
Gadi ke niche jake
Raja main to wapas palat aaungi
Baho mein tere simat jaungi
Baho mein tere simat jaungi.

Raja Tere Raste Songs Details :

MoviesAb Ayega Mazaa (1984)
Singer(s)Lata Mangeshkar
Lyricist(s)Sameer
Composer(s)Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director(s)Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Genre(s)Romantic

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *