LYRICS OF AJI RUTH KAR AB KAHA JAAIYEGA: The song is recorded by Lata Mangeshkar from a Tamil-language film Arzoo (1965), directed by Ramanand Sagar. The film stars Sadhana, Rajendra Kumar and Feroz Khan in the lead role. “Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega” is a Tamil Romantic song, composed by Jaikishan Dayabhai Panchal and…
Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega Lyrics
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab
Nigaho se chhupkar dikhao to jane
Khayalo me bhi tum na aao to jane
Aji lakh pardo mein chhup jaiyega
Aji lakh pardo mein chhup jaiyega
Nazar aiyega nazar aiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab
Jo dil me hai hoto pe lana bhi mushkil
Magar usko dil mein chhupana bhi mushkil
Nazar ki zuban se samajh jaiyega
Nazar ki zuban se samajh jaiyega
Samajh kar zara gaur farmaiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab
Ye kaisa nasha hai ye kaisa asar hai
Na kabu me dil hai na bus me nazar hai
Jara hosh aane ke le jaiyega
Jara hosh aane ke le jaiyega
Thehar jaiyega thehar jaiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab.
Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega Songs Details :
Movies | Arzoo (1965) |
Singer(s) | Lata Mangeshkar |
Lyricist(s) | Hasrat Jaipuri |
Composer(s) | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Music Director(s) | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Genre(s) | Romantic |