Hatho Me Mere

LYRICS OF HATHO ME MERE: The song is recorded by and from a Tamil-language film Dil Se Mile Dil (1978), directed by Bhisham Kohli. The film stars Shyamli, Om Shiv Puri, Jay Shree T, Mehmood, Shakti Kapoor, Lalita Pawar, Leela Mishra, Abhi Bhattacharya and Salim Khan in the lead role. "Hatho Me Mere" is a Tamil song, composed by , with lyrics written by .

LYRICS OF HATHO ME MERE: The song is recorded by Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit) and Vijayta Pandit from a Tamil-language film Dil Se Mile Dil (1978), directed by Bhisham Kohli. The film stars Shyamli, Om Shiv Puri, Jay Shree T, Mehmood, Shakti Kapoor, Lalita Pawar, Leela Mishra, Abhi Bhattacharya and Salim Khan in…

Hatho Me Mere Lyrics

Hatho me mere bhi mehandi lagao
Jaldi se jao mera dulha leke aao
Hatho me mere bhi mehandi lagao
Jaldi se jao mera dulha leke aao
Kyu baithi ho chup hai der kya
Bolo mera kab hoga byah
Hatho me mere bhi mehandi lagao
Jaldi se jao mera dulha leke aao

Pariyo ki nagri me hai mera sasural
Saj dhaj ke jaungi mai chalke pawan ke sath
Pariyo ki nagri me hai mera sasural
Saj dhaj ke jaungi mai chalke pawan ke sath
Aao mujhe bhi dulhan banao
Jaldi se jao mera dulha leke aao
Kyu baithi ho chup hai der kya
Bolo mera kab hoga byah
Hatho me mere bhi mehandi lagao
Jaldi se jao mera dulha leke aao

Nachu lahrau are jhum ke mai din rat
Dolu sapno me leke sajan apne sath
Nachu lahrau are jhum ke mai din rat
Dolu sapno me leke sajan apne sath
Angana me sahnayi bajao
Jaldi se jao mera dulha leke aao
Kyu baithi ho chup hai der kya
Bolo mera kab hoga byah
Hatho me mere bhi mehandi lagao
Jaldi se jao mera dulha leke aao

Aayega re dekho sundar sa rajkumar
Layega jab doli us din ka hame intzar
Aayega re dekho sundar sa rajkumar
Layega jab doli us din ka hame intzar
Mang me meri bhi tare sajao
Jaldi se jao mera dulha leke aao
Kyu baithi ho chup hai der kya
Bolo mera kab hoga byah
Hatho me mere bhi mehandi lagao
Jaldi se jao mera dulha leke aao.

Hatho Me Mere Songs Details :

MoviesDil Se Mile Dil (1978)
Singer(s)Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit), Vijayta Pandit
Lyricist(s)Amit Khanna
Composer(s)Bappi Lahiri
Music Director(s)Bappi Lahiri
Genre(s)Masti

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *