Kaise Main

LYRICS OF KAISE MAIN: The song is recorded by from a Tamil-language film Shaktiman (1993), directed by K.C. Bokadia. The film stars Gulshan Grover, Ajay Devgn, Karisma Kapoor, Mukesh Khanna, Kulbhushan Kharbanda, Parikshat Sahni and Ajit in the lead role. "Kaise Main" is a Tamil song, composed by , with lyrics written by .

LYRICS OF KAISE MAIN: The song is recorded by Aparna Jha from a Tamil-language film Shaktiman (1993), directed by K.C. Bokadia. The film stars Gulshan Grover, Ajay Devgn, Karisma Kapoor, Mukesh Khanna, Kulbhushan Kharbanda, Parikshat Sahni and Ajit in the lead role. “Kaise Main” is a Tamil Sad song, composed by Channi Singh, with lyrics…

Kaise Main Lyrics

Deewana kaise main
Bhulaau teri yaade
O baimana kaise main
Bhulaau teri yaade
Wada karke na aaya
Tera khat bhi na paya
Wada karke na aaya
Tera khat bhi na paya
Kaise bedardi ko
Kaise bedardi ko
Maine dil de diya
Deewana kaise main
Bhulaau teri yaade
O baimana kaise main
Bhulaau teri yaade

Pyar bhare din wo teri baate
Kaise bhulau wo mulakate
Pyar bhare din wo teri baate
Kaise bhulau wo mulakate
Ishq ne dilbar jani
Luta dee maine jawani
Hui main teri deewani
Kadar tune na jani
Mujhe kitna sataya
Mujhe kitna rulaya
Kaise bedardi ko
Kaise bedardi ko
Maine dil de diya
Deewana kaise main
Bhulaau teri yaade
O baimana kaise main
Bhulaau teri yaade

Pyar ka mausam jab jab aaye
Darde judai mujhko sataye
Pyar ka mausam jab jab aaye
Darde judai mujhko sataye
Samaj meri majburi
Sahi na jaaye duri
Milan ki kya jaruri
Hogi kab chahat puri
Tujhe apna banaya
Tujhe sanso mein basaya
Kaise bedardi ko
Kaise bedardi ko
Maine dil de diya
Deewana kaise main
Bhulaau teri yaade
O baimana kaise main
Bhulaau teri yaade
Wada karke na aaya
Tera khat bhi na paya
Wada karke na aaya
Tera khat bhi na paya
Kaise bedardi ko
Kaise bedardi ko
Maine dil de diya
Deewana kaise main
Bhulaau teri yaade
O baimana kaise main
Bhulaau teri yaade.

Kaise Main Songs Details :

MoviesShaktiman (1993)
Singer(s)Aparna Jha
Lyricist(s)Sameer
Composer(s)Channi Singh
Music Director(s)Channi Singh
Genre(s)Sad

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *