Prem Kahani

LYRICS OF PREM KAHANI: The song is sung by from Rahul Vaidya Rkv. PREM KAHANI is a song, composed by , with lyrics written by .

LYRICS OF PREM KAHANI: The song is sung by Rahul Vaidya from Rahul Vaidya Rkv. PREM KAHANI is a Playful song, composed by Rahul Vaidya, with lyrics written by Aniket Shukla.

Prem Kahani Lyrics

Subah subah bana ke chai
Saiyan ji tere le kar aaye
Dekh neend bhari aankhen teri
Lagta sab kuch wahi tham jaye

Subah subah bana ke chai
Saiyan ji tere le kar aaye
Dekh neend bhari aankhen teri
Lagta sab kuch wahi tham jaye

Jaise main deewana tera
Tu meri deewani hogi
Gale mein tere jaan mere
Naam ki nishani hogi

Kitni khoobsurat hogi
Teri meri prem kahani
Sang mein budhe honge hum
Sang mein beetegi jawani

Kitni khoobsurat hogi
Teri meri prem kahani
Sang mein budhe honge hum
Sang mein beetegi jawani

Mujhko lagta hai
Teri bahon mein kuch jadu tona hai
Main toh tha mitti
Mujhko tune chu ke kar diya sona hai

Tum zarori hurdam ho
Hume har pal sath me rehna hai
Hasna hai hume tere sath mein
Tere sath mein rona hai

Aur baaki saari baatein
Tumko hi seekhani hogi
Roti main paka dunga par tumhe
Hath se khilani hogi

Kitni khoobsurat hogi
Teri meri prem kahani
Sang mein bhudhe honge hum
Sang mein beetegi jawani

Kitni khoobsurat hogi
Teri meri prem kahani
Sang mein bhudhe honge hum
Sang mein beetegi jawani

Pyar pyar tujhe pyar pyar
Haan bachchon ke jaise karunga main
Jaan jaan meri jaan jaan tere liye
Kuch bhi karunga main

Aansu na main aane dunga
Aankho mein tere
Roz tujhko sulaunga
Mere gaane ga ke re

Mehndi mere naam ki tujhko
Hathon mein lagani hogi
Subah shaam aur raatein
Tere sath hi suhani hongi

Kitni khoobsurat hogi
Teri meri prem kahani
Sang mein bhudhe honge hum
Sang mein beetegi jawani

Kitni khoobsurat hogi
Teri meri prem kahani
Sang mein bhudhe honge hum
Sang mein beetegi jawani

Prem Kahani Songs Details :

LabelRahul Vaidya Rkv
Singer(s)Rahul Vaidya
Lyricist(s)Aniket Shukla
Music Director(s)Rahul Vaidya
Genre(s)Playful
Starring:Rahul Vaidya, Disha Parmar Vaidya