LYRICS OF SANSAR BANANEWALE: The song is recorded by Mohammed Rafi from a Tamil-language film Aansoo (1953), directed by Shanti Kumar. The film stars Kamini Kaushal and Pran in the lead role. “Sansar Bananewale” is a Tamil Devotional song, composed by Bhagatram Batish and Husnlal Batish, with lyrics written by Qamar Jalalabadi.
Sansar Bananewale Lyrics
Sansar banane wale
O sansar banane wale gareebon
Ko bhi yad rakhna
Gareebon ko bhi yaad rakhna
Sansar banane wale
Sansar banane wale gareebon
Ko bhi yad rakhna
Gareebon ko bhi yaad rakhna
Sansar banane wale
Dhan walo ke unche mahaliya
Mandir wali shan ho mandir
Wali shan ho
Ho mandir wali shan ho mandir
Wali shan
Nirdhan ka dil chota sa mandir
Nirdhan ka dil chota sa mandir
Aan baso bhagwan
Olaj bachane wale olaj bachane
Wale gareebon ko bhi yaad rakhna
Gareebon ko bhi yaad rakhna
Sansar banane wale
Teri lela sabse nyari
Teri lela sabse nyari
Kabhi samajh na aai
Rai ko parbat kar dale
Rai ko parbat kar dale
Parbat ko kar rai
Parbat ko kar rai
Girte ko uthane wale
Girte ko uthane wale
Gareebon ko bhi yaad rakhna
Gareebon ko bhi yaad rakhna
Girte ko uthane wale
Girte ko uthane wale
Gareebon ko bhi yaad rakhna
Gareebon ko bhi yaad rakhna
Sansar banane wale
Maze kare bhagwan humare
Bhakt ki kismat khoti
Ho bhakt ki kismat khoti
Ho bhakt ki kismat khoti
Ho bhakt ki kismat khoti
Tum to khao prabhu dudh malai
Tum to khao prabhu dudh o
Prabhu dudh o prabhu dudh
Malai hume na milti roti
Makhan ko churane wale
Makhan ko churane wale
Gareebon ko bhi yad rakhna
Gareebon ko bhi yad rakhna
Makhan ko churane wale
Makhan ko churane wale
Gareebon ko bhi yaad rakhna
Gareebon ko bhi yaad rakhna
Sansar banane wale.
Sansar Bananewale Songs Details :
Movies | Aansoo (1953) |
Singer(s) | Mohammed Rafi |
Lyricist(s) | Qamar Jalalabadi |
Composer(s) | Bhagatram Batish, Husnlal Batish |
Music Director(s) | Bhagatram Batish, Husnlal Batish |
Genre(s) | Devotional |