Warcry

LYRICS OF WARCRY: The song is recorded by and from album Monopoly Moves. "Warcry" is a song, composed by , with lyrics written by and .

LYRICS OF WARCRY: The song is recorded by King and Raftaar from album Monopoly Moves. “Warcry” is a Pop song, composed by Riz Shain, with lyrics written by King and Raftaar.

Warcry Lyrics

Wo galiyon se nikal ke raja bana
Wo ghar se than ke gaya tha
Karunga main kucch to bada
Duniya wale tokte rahe
Wo suntan ab kisi ki hai kahan

You know f*ck this shit
Main sach kahunga
To kadvi lagegi
Kasa jo nachega hato pe duniya
Bas teri sunegi

Ye sach ke tub hi marega
Aur wo bhi maregi
Jo sab hi reh jana yaha pe shanti kise milegi
Ab bata tu bulleya
Maine kitne paap kiye
Hisaab hi nahi
Maine kitne saaf kiye
Gareebi me jiya
Aur kitne saal diye

Ab pucchoge mujhse
Kya hai sahi aur kya hai galat
But honestly i don’t give a

Ankhe khuli meri duniya me
Tabse lada is duniya se
Shayd koi raja na hota
Jo dab ke jiya hota lalach ki duniya me

Ye waise to naam hi hai
Par karna chahta hai aisa kuch is duniya me
Ke firse na soche koi
Chhote ghar ken a ban sakte
Desh ke buniyade

Main kya karu
Jo khwabo ko raja ne maarna sikha nahi hai
Andar me mere ek dar hai
Jo abhi bhi duniya ko dikha nahi hai

Main kucch is hisab se likhta hu
Zindigi aur mere beech ki ye bate
Isme hai sbkucch likh
Par harna kabhi bhi likha nahi hai

Ye meri galti hai main ye bhi janta
Jo khudse na bana
Main usko kucch ni manta
Bina lakshy ke jiya jo banda
Hota ni kisi bhi kaam ka

You know
F*ck this shit

Mera baba kehta tha mauke bhi honge
Jaha pe gussa bhi hoga sar par aur dange bhi honge
To sach hi tu kahega
To jalne wale bhi to honge
To bas maar ke gusse ko
Lag jana lakshy pe sarfira
Bata tu bulleya
Maine taak bhi rakhi
To seekh tune di
Maine panno pe likhi
Mera dada mit gaya
Par baat amar rahi

Jab tu likhega apne hathon se zindigi
Chhoriyo na koi kami

Wo dhoopo me tap ke bana
Nange pav wo raceon me wo bhagke bana
Usne haq se hawa badli
Tabka bada
Tab wo baap ke pairo ke takte bana
Ladke lakshy bana ladka haq se bana
Jeeta mehnat aur dardo ko chaske bana
Dehi mare to khata choora chana
Ab wo auron ko deta hai
Nakshe bana

Manjhe se kate jo gudde the saste
Wo manjhi sa kate pahado me raste
Pahade pada
Fir akhade khada
Uske kandhe the chhote
Par bhari the baste

Ye bandar bhi dekhe madari bana
Zimmedari le ghume sawari bana
Cycle ko tub hi ferari bana
Chahe khanjar se kismet ki dhari bana

Tu bas kalam utha ye taaj hai tera
Main bolu tujhko raj kyuki raj hai tera
Duniya walo ko de duniya apna khudka tu jahan de bana
Give tha’t shit

Tu sach kahega to deri lagegi
Seechega jhooth ka paudha to
Meethi na berry lagegi
Tu bach ye jag ladega
Kachehri lagegi
Hath jo kholega
Bolo ki boli bhi teri lagegi
Bata tu bulleya
Maine itne war sahe
Nishaan bhi nahi
Tera beda jo paar kare
Wo diwangi meri
Sare sanpo ko maru pare

Han puccho ge mujhe han kya hai sahi
Aur kya hai gala
Honestly
I don’t give a

Ghar pet ha patti ka dabba
Aur dabbe ke andar ek jabhi dabi thi
Dekha jo gaur se maine
To dabbe ke upar bhi dhool hi jami thi
Meri maa ne kaha leke aa baksa
Keemti kucch cheese rakhi thi wo
Kone padi ek photo purani aur
Raga ghari sahyd yade judi thi

Main pucch ye kaun hai photo me
Jo dikhra ab zinda nahi hai
Bataya gaya mujhe naam aur bola ye
Sadharan banda nahi hai
Naam lahori
Sikandrabad se jade bhi teri judi hai
Ye wo hai jo tere pita ji ko pal bada kiye
Roti bhi inhi ki dee hai

Main kehna chahti hu ke
Dene ke jaise nahi rahege sada
Ye ghari batati bas waqt
Chahe banda ho chahe jitna bada

Tu bhi dekhega nazare
Kaun hoga tere sath me khada
You know f*ck this shit

Sun le raja
Phle ye duniya hasegi
Tujhe girana bhi chahegi niche aur kami ginegi
Ye sach hai tu jo likhega
Bate wo hoke rahengi
To sach hi keh jana sara na bad me khak bachegi
Bata tu bulleya

Mujhe zindigi kyu ye di
Tune kaha se shuru kari
Aur kaha ye aa gayi
Pjle kitna darta tha
Ab kisi se darta nai
Pakad ke chal raha
Jo dor tune di
Ab bata tu bulleya

Maine kitne paap kiye
Hissab hi nahi
Maine kitne saaf kiye
Gareebi me jiya
Aur kitne saal diye

Ab pucchoge mujhe
Kya hai sahi aur kya hai galat
But honestly
I don’t give a f*ck

Warcry Songs Details :

AlbumsMonopoly Moves
Singer(s)King, Raftaar
Lyricist(s)King, Raftaar
Music Director(s)Riz Shain
Genre(s)Pop

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *