Zakhm Kafi Hai

LYRICS OF 'ZAKHM KAFI HAI' IN HINDI: The song is sung by from Altamash Faridi. ZAKHM KAFI HAI is a song, composed by , with lyrics written by .

LYRICS OF ‘ZAKHM KAFI HAI’ IN HINDI: The song is sung by Altamash Faridi from Altamash Faridi. ZAKHM KAFI HAI is a Sad song, composed by Abhijeet Gadwe, with lyrics written by Surya Prakash Sharma.

जख्म काफी है Zakhm Kafi Hai Lyrics in Hindi

ये इश्क अगर तबाही है तो मुझे तबाह हो जाने दे

जख्म काफी है तेरी याद दिलाने के लिए
जख्म काफी है तेरी याद दिलाने के लिए
मैं हूँ मिटने के लिए तू है मिटाने के लिए
मैं हूँ मिटने के लिए तू है मिटाने के लिए

हज़ार खुशियाँ भी कम हैं तेरी एक हंसी के खातिर
एक तेरा ग़म ही बहुत है हमें रुलाने के लिए
एक तेरा ग़म ही बहुत है हमें रुलाने के लिए

जिस पर था इस जहाँ का सारा हुस्न मेहरबान
धरती आकाश में था बस सितारा उसी का
जो बसा था दिल में मेरे महबूब की तरह
मेरी हर तबाही में हाथ सारा उसी का

है बस काफी उसकी याद मेरे जीने के लिए
एक तेरा ग़म ही बहुत है हमें रुलाने के लिए
एक तेरा ग़म ही बहुत है हमें रुलाने के लिए
रुलाने के लिए तेरा ग़म ही बहुत है हमें रुलाने के लिए

Zakhm Kafi Hai Lyrics

Hai ishq agar tabahi to mujhe tabah ho jaane de

Zakhm kaafi hai teri yaad dilaane ke liye
Zakhm kaafi hai teri yaad dilaane ke liye
Main hoon mitne ke liye tu hai mitaane ke liye
Main hoon mitne ke liye tu hai mitaane ke liye

Hazaar khushiyan bhi kam hain teri ek hasi ke khatir
Ek tera ghum hi bahut hai humein rulaane ke liye
Ek tara ghum hi bahut hai humein rulaane ke liye

Jis par tha is jahaan ka saara husn meherbaan
Dharti aakash mein tha bas sitaara usi ka
Jo basa tha dil mein mere mehboob ki tarah
Meri har tabaai mein haath saara usi ka

Hai bas kaafi uski yaad mere jeene ke liye
Ek tera ghum hi bahut hai humein rulaane ke liye
Ek tara ghum hi bahut hai humein rulaane ke liye
Rulaane ke liye tara ghum hi humein rulaane ke liye

Zakhm Kafi Hai Songs Details :

LabelAltamash Faridi
Singer(s)Altamash Faridi
Lyricist(s)Surya Prakash Sharma
Music Director(s)Abhijeet Gadwe
Genre(s)Sad

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *