
LYRICS OF ZINDAGI KA YUN ZUBAAN PAR NAAM: The song is recorded by Amit Kumar, Asha Bhosle and Mohammed Rafi from a Tamil-language film Dil Ka Heera (1979), directed by . “Zindagi Ka Yun Zubaan Par Naam” is a Tamil Happy song, composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) and Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal),…
Zindagi Ka Yun Zubaan Par Naam Lyrics
Zindagi ka yu zuban
Par naam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban
Par naam aana chahiye
Har taraf se pyar ka
Paygam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban
Par naam aana chahiye
Bas maja jine ka
Bas maja jine ka
Subah sham aana chahiye
Zindagi ka yu zuban
Par naam aana chahiye
Aadmi ko aadmi ke
Kam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban
Par naam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban par naam
Jivan khel hai duniya rail hai
Chuk chuk chalo rail gadi ki tarah
Khel ye khelo khiladi ki tarah
Fir mat jana anadi ki tarah
Jiwan khel hai duniya rail hai
Jeet kar is khel me
Jeet kar is khel me
Ye naam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban
Par naam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban par naam
Hasne se na rone se
Jagne se na sone se
Hasne se na rone se
Jagne se na sone se
Jikar bhi hota nahi
Gumnam hone se
Nam hota hai badnam hone es
Apne sar pe bhi koi
Apne sar pe bhi koi
Ilzam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban
Par naam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban par naam
Apne lab pe apni hi
Tarif ho to kya maza
Apne lab pe apni hi
Tarif ho to kya maza
Dusro ko aapse taklif
Ho to kya maza
Dusro ko aapse
Dusro ko aapse
Aaram aana chahiye
Zindagi ka yu zuban
Par naam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban
Par naam aana chahiye
Zindagi ka yu zuban par naam.
Zindagi Ka Yun Zubaan Par Naam Songs Details :
Movies | Dil Ka Heera (1979) |
Singer(s) | Amit Kumar, Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
Lyricist(s) | Anand Bakshi |
Composer(s) | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Music Director(s) | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Genre(s) | Happy |